Baarish??
Kyon barasaata hai asmaan pani,
Kyon dharti sanjoti hai yeh nishaani. (Samundar aur nadiyon mein)
Kis haq se woh is kadar tut kar barasta hai,
Kya uska is dharti se koi rishta hai.
Yun toh aakash pure vishwa phaila hai,
Phir kyon sirf dharti ke upar ka hissa gila hai.